Aysa ism/ naam agar faayil key maani mein sifaat ki ziyaadti ya takeed peysh aaye toh usko Mubaaligah kahte hai
Maslan
|
عِل٘مٌ |
→ sey |
عَلِي٘مٌ |
|
3ilmun (masdar) |
3ileemun (mubaaligah) |
Ism-e-Mubaaligah ke kuch Awzaan (wazane) yeh hai;
|
فُعُو٘لٌ |
Fu3oolun |
|
فَعِي٘لٌ |
Fa3eelun |
|
فَعَّالٌ |
Fa33aalun |
|
فُعَّالٌ |
Fu33aalun |
|
فِعِّي٘لٌ |
Fi33eelun |
No comments:
Post a Comment