Wednesday, March 15, 2023

6. اسم اشارة Ism-e-Ishaarah, Demonstrative pronoun [p23]

 Joh lafz kisi Jaandar ya be-jaan shay (cheez) ya kisi shaks ki taraf ishaarah kiya jaaye usseh ism-e-Ishaarah kahte hai jais; yeh, wo, wohi sab, yehi etc. Ism-e-Ishaarah 2-doh tarah ke hotay hai اسم إشارة قريب Qareeb (Near) aur  اسم إشارة بعيد Ba3eed (Distance).

جمع

تثنية

واحد

اسم اشارة

قريب

هٰؤُلَآءِ

Haaulaa’i

yeh sab/ in sab

هٰذَانِ

Haazhani

Yeh Doh/ in doh

هٰذَا

Haazha

Yeh/ Is

مذكر

هٰؤُلَآءِ

Haaulaa’i

yeh sab/ in sab

هٰتَانِ

Haataani

Yeh Doh/ in doh

هٰذِهٖ

Haazhihi

Yeh/ Is

مؤنث

                                  

In-sab koh bhi yaad karle’n

جمع

تثنية

واحد

اسم اشارة

بعيد

اُولٓئِٰـكَ

ulaaika

Wo sab/ un sab

ذٰنِكَ

Zhanika

Wo Doh/ un doh

ذٰلِكَ

Zhalika

Wo/ us

مذكر

اُولٓئِٰـكَ

ulaaika

Wo sab/ un sab

تٰنِكَ

Haataani

Wo Doh/ un doh

تِلْكَ

Tilka

Wo/ us

مؤنث

 

Next : 7. اسم موصول Ism-e-Mawsool, Relative pronoun [p24]

No comments:

Post a Comment

13. Faal-e-Amr wa Nahiy thalaathi-mujarrid Afaal-e-Saheehah [p114]

Faal-e-Maadiy aur Faal-e-Mudaari “Thalaathi-Mujarrid Afaal-e-Saheehah Maroof aur Majhool ke karney ke baad abh hum “Faal-e-Amr wa Nahiy Thal...