Wednesday, March 15, 2023

8. Ism-e-Munaada [p25]

 Aysa ism joh Huroof-e-Nidaa يَا, يٰ “Yaa” (Ay!) key zariye se pukaara paaye jaise; يٰـــزَكَرِيَّا Yaa-Zakariyyaa “Ay Zakariyyah”.

Aur Kabhi Huroof-e-Nidaa Mahzoof bhi hota hai jaise; رَبَّــنَــا اغ٘ـــفِــــر٘لَـــنَـــا Rabba-na-gfirla-naa “Ay Humaarey Rabb ! Humey Baqsh dey”.

Al-Quran Mein Ism-e-Munaada bhi istemaal huwe hai.

Next : 9. حالت اسم Haalat-e-Ism, The Case of Noun [p26]

No comments:

Post a Comment

13. Faal-e-Amr wa Nahiy thalaathi-mujarrid Afaal-e-Saheehah [p114]

Faal-e-Maadiy aur Faal-e-Mudaari “Thalaathi-Mujarrid Afaal-e-Saheehah Maroof aur Majhool ke karney ke baad abh hum “Faal-e-Amr wa Nahiy Thal...