Basic Arabic Course | Course-A | Makharij aur Tajweed | Post-4 : Sukoon aur Jazam
(ْ / ٘) Sukoon koh Jazam
kahte hai jis Huroof par jazam ho usseh Saakin yah Huroof-e-Saakin kahte hai,
Jazam wala Huroof apne sey pahle “Harakaat waale Huroof” sey Mill-kar padha
jaata hai
> Hamzah Saakin
koh Humesha Jhatka de-kar padhe,
Qalqala : ke maani
Jumbish aur Harakaat ke hai in Huroof ko Adaa karte waqt Makhraj mein Jumbish
ho jiski wajah sey Awaaz lautti huwi nikle, Jab Huroof-e-Qalqala saakin ho toh
un mein Qalqala khoob zaahir hoga, Is Sabaq mein Qalqala aur Hamzah Saakin ka
khaas khiyaal karey aur milti julti Huroof mein waazeh Faraq karey.
Huroof-e-Qalqala
5-paanch hai,
|
د |
ج |
ب |
ط |
ق |
|
Daal |
Jeem |
Ba |
Taw |
Qaaf |
|
Hamzah Ta Zabar |
at |
اَتْ |
|
Ayn Noon Zabar |
3n/ an |
عَنْ |
|
Hamzah Ta Zeyr |
it |
اِتْ |
|
Kha Faa Zeyr |
Khif |
خِفْ |
|
Hamzah Ta Peysh |
ut |
اُتْ |
|
Zh Waw Peysh |
Zhu |
ذُوْ |
Note: In sabhi ki
Misaale ‘humaarey blog’ mein maujood hai waha practice ke liye aap Aur bhi
Misaale mill jaayegi.
No comments:
Post a Comment