Wednesday, March 15, 2023

4. اسم علم Ism-e-ilm, Proper noun [p21]

 Ism/ naam joh kisi khaas Admi, Shaks, Shaher, Cheez ke liye wazah kiya gaya ho jaise; Moosa admi ka naam hai, Makkah jagah ka naam hai, Muslim sifaat ka naam hai.

Ism-e-ilm ki Misaale’n

1. خَبِيْرٌ Khabeer (Agah rahne wala, khabar rakhne wala, janne wala).

2. رَبِّ Rabb (Paalne wala, Parwarish karne waala).

3. رَحْمٰن Rahmaan (Bada Meharbaan).

4. سَلَامٌ Salaam (Aman, Shaanti).

5. سَمِيْعٌ Samee3 (Sunne wala).

6. حَكِيْمٌ Hakeem (Hiqmat wala).

7. نَصِيْرٌ Naseer (Madad karne wala).

8. حَفِيْظٌ Hafeezh (Hifazat karne wala),.

9. اِبْرٰهِيمَ Ibraaheem (Ibraheem)

10. مُوْسـٰى Moosa (Moosa)

11. كِتَابٌ ، كِتٰبٌ Kitaab (Likha Huwa)

12. قُرءَانٌ ، قُراٰنٌ Quraan (Pahaayi)

13. مَكّة Makkah (Makkah)

14. مَسْجِدٌ Masjid (Sajda-gaah)

15. بَدْرٌ Badr (Poora Chandh)

16. زَبُوْرٌ Zaboor (Panne/ saffe)

17. اَيُّوب Ayyub (Anbiya ka naam)

18. مَسِيْح Maseeh (Masiha, Hazrat Eisa Ibn Mariyum a.s ka laqab Mubaaraq)

 

Next : 5. اسم الضمائر Ism-e-Damaair, The personal pronoun [p22]

No comments:

Post a Comment

13. Faal-e-Amr wa Nahiy thalaathi-mujarrid Afaal-e-Saheehah [p114]

Faal-e-Maadiy aur Faal-e-Mudaari “Thalaathi-Mujarrid Afaal-e-Saheehah Maroof aur Majhool ke karney ke baad abh hum “Faal-e-Amr wa Nahiy Thal...