Faal-e-Mudaari Thalaathi Mujarrid Afaal-e-Saheehah Maroof key bhi 3-teen Awzaan/ wazan hai;
|
يَفْعَلُ |
Yaf3alu |
|
يَفْعِلُ |
Ya3ilu |
|
يَفْعُلُ |
Ya3ulu |
>in sab mein gawr karey toh yaha bhi Ayn-kalma
mein Farq hai in-mein bhi teeno wazano mein Ayn-Maftooh, Ayn-Maksoor aur
Ayn-Madmoon hota hai.
>Thalaathi Mujarrid Afaal-e-Saheehah Maroof
key Maadiy-Mudaari ke ikhatta koh Baab-Abwaab kahte hai jinki tadaad 6-chey
hai.
نَصَرَ Nasara [Faal Maadiy hai]
aur isko Mudaari banaane ke liye نَصَرَ Nasra koh يَفْعُلُ Yaf3alu ke wazan pey laatey hai, نَصَرَNasara koh يَفْعُلُ Yaf3alu ke wazan mein laaney key baad yeh “يَنْصُرُ” Yansuru bana joh [Faal-e-Mudaari] hai
tarjuma; wo madad karta hai/ wo madad karega.
Abh ishi tarah Maadiy koh wazan ke
Mutaabiq badle:
خَرَجَ Kharaja koh Yaf3alu ke
wazan pey laaye : يَخْرُجُ Yakhruju wo nikalta
hai/ wo niklega
طَلَبَ Talaba koh Yaf3alu ke
wazan pey laaye : يَطْلُبُ Yatlibu wo talab karta
hai/ wo talab karega
ضَرَبَ Daraba koh Ya3ilu ke wazan pey laaye : يَضْرِبُ Yadribu wo bayan karta hai/ wo bayan
karega
غَفَرَ Gafara koh Ya3ilu ke
wazan pey laaye : يَغْفِرُ Yagfiru wo maaf karta hai/ wo maaf karega
فَتَحَ Fataha koh Yaf3alu ke
wazan pey laaye : يَفْتَحُ Yaftahu wo kholta hai/ wo kholega
جَعَلَ Ja3ala koh Ya3alu ke
wazan pey laaye : يَجْعَلُ Yaj3ilu wo banaata hai/ wo banaayega
Yaha bhi is-misaal ko gaur karey.
#Thalaathi Mujarrid Afaal-e-Saheehah Maroof key 6 Abwaab
|
Baab
Fa3ala Yaf3alu |
باب فَعَلَ يَفْعَلُ |
|
Baab
Fa3ala Yaf3ulu |
باب فَعَلَ يَفْعُلُ |
|
Baab
Fa3ala Yaf3ilu |
باب فَعَلَ يَفْعِلُ |
|
Baab
Fa3ila Yaf3alu |
باب فَعِلَ يَفْعَلُ |
|
Baab
Fa3ila Yaf3ilu |
باب فَعِلَ يَفْعِلُ |
|
Baab
Fa3ula Yaf3ulu |
باب فَعُلَ يَفْعُلُ |
|
Abwaab/
Baab |
Key-Example |
|
Baab
Fa3ala Yaf3alu |
باب فَتَحَ يَفْتَحُ |
|
Baab
Fa3ala Yaf3ulu |
باب نَصَرَ يَنْصُرُ |
|
Baab
Fa3ala Yaf3ilu |
باب ضَرَبَ يَضْرِبُ |
|
Baab
Fa3ila Yaf3alu |
باب سَمِعَ يَسْمَعُ |
|
Baab
Fa3ila Yaf3ilu |
باب حَسِبَ يَحْسِبَ |
|
Baab
Fa3ula Yaf3ulu |
باب بَعُدَ يَبْعُدُ |
Abh Hum Faal-e-Mudaari ke 14 gardaano ko dekhte hai;
|
جمع |
تثنية |
واحد |
مُضَارع |
|
|
يَفْعَلُونَ |
يَفْعَلَانِ |
يَفْعَلُ |
مذكر |
غائب |
|
يَفْعَلْنَ |
تَفْعَلَانِ |
تَفْعَلْ |
مؤنث |
|
|
تَفْعَلُونَ |
تَفْعَلَانِ |
تَفْعَلُ |
مذكر |
مخاتب |
|
تَفْعَلْنَ |
تَفْعَلَانِ |
تَفْعَلِيْنَ |
مؤنث |
|
|
نَفْعَلُ |
|
اَفْعَلُ |
مذكر+ مؤنث |
متكلم |
Faal-e-Mudaari Maroof key Sabhi Seegey
يَفْعَلُ Yaf3alu : wo karta hai/
karega [waahid muzakkar gaayib]
يَفْعَلَانِ Yaf3alaani : wo doh karta
hai/ karega [tathniyah muzakkar gaayib]
يَفْعَلُونَ Ya3aloona : wo sab karte
hai/ karenge [jamaa muzakkar gaayib]
تَفْعَلْ Taf3al : wo karti hai/
karegi [waahid muannas gaayib]
تَفْعَلَانِ Taf3alaani : wo doh karti
hai/ karegi [tathniyah muannas gaayib]
يَفْعَلْنَ Yaf3alna : wo sab karti
hai/ karegi [jamaa muannas gaayib]
تَفْعَلُ Taf3alu : tum karte ho/
karoge [waahid muzakkar mukhaatib]
تَفْعَلَانِ Taf3alaani: tum doh karte
ho/ karoge [tathniyah muzakkar mukhaatib]
تَفْعَلُونَ Taf3aloona: tum sab karte
ho/ karoge [jamaa muzakkar mukhaatib]
تَفْعَلِيْنَ Taf3aleena: tum karti ho/
karogi [waahid muannas mukhaatib]
تَفْعَلَانِ Taf3alaani: tum doh karti
ho/ karogi [tathniyah muannas mukhaatib]
تَفْعَلْنَ Taf3alna: tum sab karti
ho/ karogi [jamaa muannas mukhaatib]
اَفْعَلُ Af3alu : Main karta hu/
karoonga [wahid muzakkar muannas mutakallim]
نَفْعَلُ Naf3alu : Hum karte hai/
Hum karengey [jamaa muzakkar muannas mutakallim]
Ishi-tarah Yaf3ilu aur Yaf3ulu ke wazan
banaaye.
No comments:
Post a Comment