Friday, April 7, 2023

9. Faal-e-Maadiy thalaathi-mujarrid Afaal-e-Saheehah [p110] Maroof

 [isseh pahle ki sabaq mein hum ne jaana ke Thalaathi mujarrid ke 3 wazan hote hai, yaad Rahey hum Afaal koh ikhatta nahi balke aledha aledha seekh rahe hai. Dictionary/ lugaat mein thalaathi-mujarrid key 6 abwaab hota hai joh maadiy-mudaari ka ikhatta wazan hota hai wo hum Course-C mein samjhengey.]

Yeh key-Examples hai

فَتَحَ Fatah (kholna) usne khola

نَصَرَ Nasara (madad karna) usne madad kiya

ضَرَبَ Daraba (bayaan karna/ zarb lagana) usne bayaan kiya/ usne zarb lagaya

سَمِعَ Sami3a (sunna) usne sunaa

حَسِبَ Hasiba (guman karna) usne gumaan kiya/ usne hisaab kiya

بَعُدَ B3uda (dur hona) wo dur huwa.

 

> insab ki gardaan wa seega Fa3ala Fa, Ayn, Laam kalma sey bana huwa hai tarjuma ke saath.

جمع

تثنية

واحد

 

فَعَلُوْا

فَعَلَا

فَعَلَ

مذكر

غائب

فَعَلْنَ

فَعَلَتَا

فَعَلَتْ

مؤنث

فَعَلْتُم

فَعَلْتُمَا

فَعَلْتَ

مذكر

مخاتب

فَعَلْتُنَّ

فَعَلْتُمَا

فَعَلْتِ

مؤنث

فَعَلْنَا

 

فَعَلْتُ

مذكر+

 مؤنث

متكلم

> ishi tarah faal/ afaal ke sabhi gardaan karey:

Gaayib ke seegey

فَعَلَ Fa3ala : usne kiya [waahid muzakkar gaayib]

فَعَلَا Fa3alaa : us dono ne kiya [tathniyah muzakkar gaayib]

فَعَلُوْا Fa3aloo : unsab ney kiya [jamaa muzakkar gaayib]

فَعَلَتْ Fa3alat : usne kiya [waahid muannas gaayib]

فَعَلَتَا Fa3alata : un dono ne kiya [tathniyah muannas gaayib]

فَعَلْنَ Fa3alna : unsab ney kiya [jamaa muannas gaayib]

Haazir ke seegey

فَعَلْتَ Fa3alta : tum ne kiya [waahid muzakkar mukhaatib]

فَعَلْتُمَا Fa3altuma : tum dono ne kiya [tathniyah muzakkar mukhaatib]

فَعَلْتُم Fa3altum : Tum sab ney kiya [jamaa muzakkar mukhaatib]

فَعَلْتِ Fa3alti : Tum ne kiya [waahid muannas mukhaatib]

فَعَلْتُمَا Fa3alatuma : Tum dono ne kiya [tathniyah muannas mukhaatib]

فَعَلْتُنَّ Fa3altunna : Tum sab ney kiya [jamaa muannas mukhaatib]

Mutakallim ke seegey

فَعَلْتُ Fa3alatu : Main ney kiya [wahid muzakkar muannas mutakallim]

فَعَلْنَا Fa3alnaa : Hum ney kiya [jamaa muzakkar muannas mutakallim]

(baaqi sab seegey ayse hi hongey sirf Ayn-kalma mein faraq hoga Zabar, Zeyr, Peysh ke hawaale sey)

Pahle wazan ki gardaan [Fa3ala ki poori gardaan]

فَعَلَ

Fa3ala

فَعَلَا

Fa3alaa

فَعَلُوْا

Fa3aloo

فَعَلَتْ

Fa3alat

فَعَلَتَا

Fa3alata

فَعَلْنَ

Fa3alna

فَعَلْتَ

Fa3alta

فَعَلْتُمَا

Fa3altuma

فَعَلْتُم

Fa3altum

فَعَلْتِ

Fa3alti

فَعَلْتُمَا

Fa3altuma

فَعَلْتُنَّ

Fa3altunna

فَعَلْتُ

Fa3altu

فَعَلْنَا

Fa3alnaa

 

doosra wazan ki gardaan [Fa3ila ki poori gardaan]

فَعِلَ

Fa3ila

فَعِلَا

Fa3ilaa

فَعِلُوْا

Fa3iloo

فَعِلَتْ

Fa3ilat

فَعِلَتَا

Fa3ilata

فَعِلْنَ

Fa3ilna

فَعِلْتَ

Fa3ilta

فَعِلْتُمَا

Fa3iltuma

فَعِلْتُم

Fa3iltum

فَعِلْتِ

Fa3ilti

فَعِلْتُمَا

Fa3iltuma

فَعِلْتُنَّ

Fa3iltunna

فَعِلْتُ

Fa3iltu

فَعِلْنَا

Fa3ilnaa

 

Same ishi tarah teesra wazan ki gardaan [Fa3ula ki poori gardaan]

فَعُلَ

Fa3ula

فَعُلَا

Fa3ulaa

فَعُلُوْا

Fa3uloo

فَعُلَتْ

Fa3ulat

فَعُلَتَا

Fa3ulata

فَعُلْنَ

Fa3ulna

فَعُلْتَ

Fa3ulta

فَعُلْتُمَا

Fa3ultuma

فَعُلْتُم

Fa3ultum

فَعُلْتِ

Fa3ulti

فَعُلْتُمَا

Fa3ultuma

فَعُلْتُنَّ

Fa3ultunna

فَعُلْتُ

Fa3ultu

فَعُلْنَا

Fa3ulnaa

Baaqi sabhi Huroof koh inke mutaabiqat mein rakhey aur adaa karey.

No comments:

Post a Comment

13. Faal-e-Amr wa Nahiy thalaathi-mujarrid Afaal-e-Saheehah [p114]

Faal-e-Maadiy aur Faal-e-Mudaari “Thalaathi-Mujarrid Afaal-e-Saheehah Maroof aur Majhool ke karney ke baad abh hum “Faal-e-Amr wa Nahiy Thal...