Friday, April 7, 2023

3. Jumla-e-ism koh makhfi banana [p104]

 Jumla ismiyah koh makhfi banaane ke liye مَا Maa, لَا Laa, لَيْسَ laysa, اِنْ In laatey hai, inko laatey hi jumla ism ki khabar ke Akhir mein zabar lagaate hai jaise; مَا هٰذَا بَشَرًا Maa-haazha-Basharan “yeh basher nahi hai” 12:31.

مَا Maa, لَا Laa, لَيْسَ laysa ki khabar mein Huroof jarrah dakhil hone ke baad toh is khabar par zeyr lagaa diya jaata hai jaise; مَا اللهُ بِغَافِلٍ Mallaahu bi-gaafilin “Allah Gaafilo ke saath nahi” (2:74).

No comments:

Post a Comment

13. Faal-e-Amr wa Nahiy thalaathi-mujarrid Afaal-e-Saheehah [p114]

Faal-e-Maadiy aur Faal-e-Mudaari “Thalaathi-Mujarrid Afaal-e-Saheehah Maroof aur Majhool ke karney ke baad abh hum “Faal-e-Amr wa Nahiy Thal...