Mubtida koh zabar dene waaley Huroof yeh hai;
اِنَّ Inna, Beshak!
اَنَّ Anna, yeh-keh
كَاَنَّ Ka-anna, jaisa-keh
لٰكِنْ Laakin, lekin
لٰكِنَّ Laakinna, lekin
لَعَلَّ La3alla/ La’alla, shayad keh
لَيْتَ Layta, kaash keh
Yeh 6-huroof ayse hai joh jumla-e-ismiyah ke
shuru mein aatey hai aur mubtida ke aakhir mein zabar lagaate hai:
اِنَّ Inna
اِنَّ اللهَ
عَزِيْزٌ حَكِيْمٌ “Innal-laahaazeezun hakeemun” Beshak! Allah zabardast hiqmat waala hai 2:220.
اِنَّ نَصْرَ
اللهِ قَرِيْبٌ “Inna nasrallaahi qareebun” Beshak! Allah ki madad qareeb hai 2:214.
اَنَّ Anna
اَنَّ اللهَ غَفُورٌ
رَّحِيْمٌ
“Annal-laaha Garfoorur Raheem” Beshak! Allah baqshne
wala mahrbaan 2:173.
لَعَلَّ
La’alla/ La-3alla
لَعَلَّ السَّاعَةَ
قَرِيْبٌ
La3allas-saa3ata
qareebun” shayad keh waqt/ ghadi qareeb hai 2:173.
No comments:
Post a Comment