Ism ki 3-teen buniyaadi qisme hai; woh yeh hai
جامد Jaamid, مصدر Masdar, مشتق Mushtaq.
جامد Jaamid : Aysa ism hai joh kisi lafz sey bana
huwa naa ho aur naa hi ussey koyi lafz banne.
مصدر Masdar : Aysa ism hai joh khud kisi lafz sey
nahi banta hai magar usseh bohut saarey lafz bante hai, masdar koh kisi lafz ki
buniyaad ‘maddah’ (roots) kah-sakte hai, iska talluq Faal/ Afaal sey hota hai
aur ism sey bhi. Masdar ke mukhtalif awzaan hotay hai
مشتق Mushtaq : yeh ism “masdar” sey bantey hai
ism-e-mushtaq 3-teen tarah ke hotay hai wo yeh hai: اسم
صفة ism-e-sifat Adjectives,
اسم ظرف ism-e-Zharf Adverbs, اسم آله
ism-e-Aleh. Ism-e-sifat aur zharf ke bhi mukhtalif awzaan (wazan) hotay hai.
No comments:
Post a Comment