Friday, March 31, 2023

14. اسم الصفة Ism-e-Sifaat, The Adjectives [p31]

 Aysa Ism joh kisi zaat ki sifaat (achaayi/ buraayi) koh zhaahir karey jaise; فَاطِرِ السَّمٰوٰتِ وَالْارْضِ Faatir-is-samaawaati wal-ardi Asmaano aur Zameen ka paida karney wala [yaha lafz فَاطِرِ Faatir, sifaat ke maani de-raha hai].

Ism-e-sifaat ki 5-paanch qisme hai wo yeh hai;

1) Ism-e-Faayil (Faa3il) – اسم فاعل

2) Ism-e-Mafool (Maf3ool) – اسم مفعول

3) Ism-e-Tafzheel (Tafdeel) – اسم تفضيل

4) Ism-e-Mubaaligah – اسم مبالة

5) Sifat-e-Mushabbah – صفة مشبّة

No comments:

Post a Comment

13. Faal-e-Amr wa Nahiy thalaathi-mujarrid Afaal-e-Saheehah [p114]

Faal-e-Maadiy aur Faal-e-Mudaari “Thalaathi-Mujarrid Afaal-e-Saheehah Maroof aur Majhool ke karney ke baad abh hum “Faal-e-Amr wa Nahiy Thal...