Zharf 2-doh tarah key hotay hai wo yeh hai;
ظرف
زمان Zharf-e-zamaan Time
Adverb
ظرف
مكان Zharf-e-makaan Location
Adverb
Yeh wo ism-e-mushtaq hai joh zamaan (zamaanah)
aur makaan (kisi jagah) sey talluq rakhta hai, ya joh zamaanah aur kisi makaan
bataaye usseh bhi zharf kahte hai “Hillu” Halaal sey “Mahillu” Halaal
ki jagah.
Aagey aaney waali post aur sabaq mein
ism-e-Zharf ki tafseel hogi, abhi key liye yaha darj Zharf koh yaad karle’n
uske maani key saath.
|
فَوْقَ |
Fawqa |
Uppar |
|
تَحْتَ |
Tahta |
Niche |
|
اَمَامَ |
Amaama |
Saamne |
|
خَلْفَ |
Khalfa |
Peeche |
|
وَرَآءَ |
Waraa’a |
Peeche |
|
قَبْلُ |
Qablu |
Pahle |
|
بَعْدَ |
Ba3da |
Baad |
|
بَيْنَ |
Bayna |
Darmiyaan |
|
حَوْلَ |
Hawla |
Ird-Gird |
|
عِنْدَ |
3inda |
Paas |
|
مَعَ |
Ma3a |
Saath |
No comments:
Post a Comment