Yeh aysa ism/ naam hai, joh kaam karne waaley par dalaalat karta hai jaise: Naasir “Madad karne wala”, Aamil “Amal karne wala”, Faa3il “kaam karne wala”.
Ism-e-Faayil (faa3il) Marfoo, Mansoob, Majroor
sabhi haalato’n ko qabool karte hai Marifah “laam-ut-tareef” aur Nakrah.
Ism-e-Faayil (faa3il) ki gardaan NAKRAH:
Muzakkar-Muannas aur Marfoo, Mansoob aur Majroor teeno haalato ke saath.
|
جمع |
تثنية |
واحد |
الجنس |
نكرة |
|
فَاعِلُو٘نَ |
فَاعِلَا٘نِ |
فَا٘عِلٌ |
مذكر |
رفع |
|
فَاعِلَا٘تٌ |
فَاعِلَتَا٘نِ |
فَا٘عِلَةٌ |
مؤنث |
|
|
فَا٘عِلِي٘نَ |
فَا٘عِلَي٘ـنِ |
فَا٘عِلًا |
مذكر |
نصب |
|
فَاعِلَا٘تٍ |
فَاعِلَتَي٘ـنِ |
فَا٘عِلَةً |
مؤنث |
|
|
فَا٘عِلِي٘نَ |
فَا٘عِلَي٘ـنِ |
فَا٘عِلٍ |
مذكر |
جرّ |
|
فَاعِلَا٘تٍ |
فَاعِلَتَي٘ـنِ |
فَا٘عِلَةٍ |
مؤنث |
transliterations
|
جمع |
تثنية |
واحد |
الجنس |
نكرة |
|
faa3iloona |
faa3ilaani |
faa3ilun |
مذكر |
رفع |
|
faa3ilaatun |
faa3ilataani |
faa3ilatun |
مؤنث |
|
|
faa3ileena |
faa3ilayni |
faa3ilan |
مذكر |
نصب |
|
faa3ilaatin |
faa3ilatayni |
faa3ilatan |
مؤنث |
|
|
faa3ileena |
faa3ilayni |
faa3ilin |
مذكر |
جرّ |
|
faa3ilaatin |
faa3iltayni |
faa3ilatin |
مؤنث |
Ism-e-Faayil (faa3il) aur sarf-e-faayil mein
yeh hai keh ism-e-faayil muqarrar awzaan (wazano) par mushtaq hota hai
Jabke Sarf-e-Faayil jumle mein aaney ki wajah
sey “faa3il” banta hai jaise; خَتَمَ
اللهُ “Khatam-allaahu” Allah
ne Mohar kar-diya [is lafz mein lafz-e-Allah “اللهُ” faayil “faa3il” hai aur Marfoo, Raff hai]
غَيـر
ثَلَاثـيْ مُجَرّد اسم فَاعِل GHAIR-THALATHI-MUJARRID ISM FAAYIL : Agar lafz ka maddah
“root” 3-teen Huroof sey ziyaadah ho toh us-soorat mein ism-e-Faayil (faa3il)
ke shuru mein مُـ
“Meem”
Madmoon hoga aur akhiri Huroof sey pahle waaley Huroof par kasrah/ zeyr laga
huwa ho jaise; اَضَلَّ
Adalla [yeh 4-char hurf se banaa huwa hai hamzah, duad, laam, laam] sey مُضِلٌّ Mudillun [اَضَلَّ Adalla ke Alif ko
hataa kar Meem-madmoon lagaa-denge aur phir Akhiri hurf sey pahle waale hurf
yaani “duad” mein Zeyr lagaa-denge ayse yeh مُضِلٌّ Mudalla, Mudallun
huwa.]
Comparison of
ism-e-Faayil aur ism-e-Maf3ool [p96]
No comments:
Post a Comment